Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSahib Bibi Aur Ghulam (1962)
HomeSahib Bibi Aur Ghulam (1962)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bhanwra bada nadaan haai bagiyan ka bagiyan hun hun hun hun hun hun hun hun hun bagiyan ka mehmaan haai phir bhi jaane na jaane na jaane na kaliyan ki muskaan haai bhanwra bada nadaan haai bagiyan ka mehmaan haai phir bhi jaane na jaane na jaane na kaliyan ki muskaan haai bhanwra bada nadaan kabhi uda jaaye kabhi mandlaaye bhed jiya ke khole na kabhi uda jaaye kabhi mandlaaye bhed jiya ke khole na saamne aaye nain milaaye mukh dekhe kuchh bole na wo mukh dekhe kuchh bole na bhanwra bada nadaan haai akhiyon mein rach ke chale bach bach ke jaise ho koi begaana akhiyon mein rach ke chale bach bach ke jaise ho koi begaana rahe sang dil ke mile nahin mil ke ban ke rahe wo anjaana ho ban ke rahe wo anjaana bhanwra bada nadaan haai koi jab roke koi jab toke gungun karta bhaage re koi jab roke koi jab toke gungun karta bhaage re na kuchh poochhe na kuchh bujhe kaisa anadi laage re wo kaisa anadi laage re bhanwra bada nadaan haai bagiyan ka mehmaan haai phir bhi jaane na
jeeya bhujha bhujha naina thake thake peeya dheere dheere chale aao chale aao chale aao koi door se aawaaz de chale aao koi door se aawaaz de chale aao chale aao chale aao chale aao raat raat bhar intezaar hai dil dard se beqaraar hai raat raat bhar intezaar hai dil dard se beqaraar hai saajan itnaa to naa tadpaao chale aao koi door se aawaaz de chale aao chale aao chale aao chale aao aas tod ke mukh mod ke kya paaoge saath chhod ke aas tod ke mukh mod ke kya paaoge saath chhod ke birhan ko ab yun naa tarsaao chale aao koi door se aawaaz de chale aao chale aao chale aao chale aao chale aao
meri baat rahi mere mann mein kuchh keh naa saki uljhan mein meri baat rahi mere mann mein kuchh keh naa saki uljhan mein meri baat rahi mere mann mein kuchh keh naa saki uljhan mein mere sapne adhure huye nahin poore aag lagi jeevan mein meri baat rahi mere mann mein kuchh keh naa saki uljhan mein oooo rasiyaaaa manbasiyaaa nas nas mein ho tum hi samaaye mere naina kare bainaa mera dard naa tum sun paaye jeeya mora pyaasa raha saawan mein meri baat rahi mere mann mein kuchh keh naa saki uljhan mein kuchh kehte kuchh sunte kyun chale gaye dil ko masal ke meri duniyaa huyi sooni bhujha aas ka deepak jal ke chhaya re andheraa meri ankhiyan mein meri baat rahi mere mann mein kuchh keh naa saki uljhan mein tum aao ke naa aao piya yaad tumhaari mere sang hai tumhen kaise ye bataaun meri preet ka niraala ik rang hai laaga ho ye neha jaise bachpan mein meri baat rahi mere mann mein kuchh keh naa saki uljhan mein mere sapne adhure huye nahin poore aag lagi jeevan mein meri
meri jaan o meri jaan achchhaa nahin itna sitam meri jaan o meri jaan achchhaa nahin itna sitam mujhe naa chhed sanam mujhe naa chhed sanam haaye mujhe naa chhed sanam marr gayi main teri kasam meri jaan o meri jaan meri jaan o meri jaan achchhaa nahin itna sitam meri aankhen nahin masti ke ye maikhaane hain inmein chhalke huye kuchh pyaar ke paimane hain meri aankhen nahin masti ke ye maikhaane hain inmein chhalke huye kuchh pyaar ke paimane hain hosh ka naam naa le dekh ilzaam naa le hosh ka naam naa le dekh ilzaam naa le aa meri aankhon se pee haath mein jaam naa le aaj jee bhar ke muhabbat mein behkane de kadam meri jaan o meri jaan na na na o meri jaan achchhaa nahin itna sitam bekhudi ne tujhe mastana bana dala hai mujh ko bhi pyaar ne deewana bana dala hai bekhudi ne tujhe mastana bana dala hai mujh ko bhi pyaar ne deewana bana dala hai tu hai madhosh udhar main hoon betaab idhar tu hai madhosh udhar main hoon betaab idhar naa mujhe apna pata naa tujhe apni
na jaao sainyaan chhuda ke baiyaan kasam tumhari main ro padoongi ro padoongi machal raha hai suhaag mera jo tum na hoge to kya karoongi kya karoongi na jaao sainyaan chhuda ke baiyaan kasam tumhari main ro padoongi ro padoongi ye bikhari zulfen ye khilta kajra ye mehki chunri ye mann ki madira ye bikhari zulfen ye khilta kajra ye mehki chunri ye mann ki madira ye sab tumhare liye hai preetam main aaj tumko na jaane doongi jaane na doongi na jaao sainyaan chhuda ke baiyaan kasam tumhari main ro padoongi ro padoongi main tumhri daasi janam ki pyaasi tumhi ho mera singaar preetam main tumhri daasi janam ki pyaasi tumhi ho mera singaar preetam tumhare raste ki dhool lekar main maang apni sada bharoongi sada bharoongi na jaao sainyaan chhuda ke baiyaan kasam tumhari main ro padoongi ro padoongi jo mujh se akhiyaan chura rahe ho to meri itni araj bhi sun lo jo mujh se akhiyaan chura rahe ho to meri itni araj bhi sun lo piya meri ye araj bhi sun lo tumhare charnon mein
piyaa aiso jiyaa mein samaai gayo re ke main tan mann ki sud bud gawaan baithi piyaa aiso jiyaa mein samaai gayo re ke main tan mann ki sud bud gawaan baithi har aahat pe samajhi wo aay gayo re har aahat pe samajhi wo aay gayo re jhat ghoonghat mein mukhdaa chhupaa baithi piyaa aiso jiyaa mein samaai gayo re morre angnaa mein jab poorwayain chali more dwaare ki khul gayin kiwadiyaan morre angnaa mein jab poorwayain chali more dwaare ki khul gayin kiwadiyaan o dayya dwaare ki khul gayin kiwadiyaan maine jaanaa ke aa gaye saanwriyaa morre maine jaanaa ki aa gaye saanwriyaa morre jhat phoolan ki sajiyaa pe jaa baithi piyaa aiso jiyaa mein samaai gayo re ke main tan mann ki sud bud gawaan baithi piyaa aiso jiyaa mein samaai gayo re maine sindoor se maang apni bhari roop saiyaan ke kaaran sajaayaa maine sindoor se maang apni bhari roop saiyaan ke kaaran sajaayaa o maine saiyaan ke kaaran sajaayaa iss darr se kisi ki nazar na lage is dar se kisi ki nazar na lage jhat
saaqiyaaaaaaa saaqiyaaaaaaa saaqiyaaaa aaj mujhe neend nahin aayegi neend nahin aayegi saaqiyaa aaj mujhe need nahin aayegi suna hai teri mehfil mein ratt jagaa hai aankhon aankhon mein yun hi raat guzar jaayegi suna hai teri mehfil mein ratt jagaa hai aaaaaaaaaaaaaaaaa saaqi hai aur shaam bhi ulfat kaa jaam bhi hoooo taqdeer hai ussi ki jo le inse kaam bhi rang e mehfil hai raat bhar ke liye sochna kya abhi sehar ke liye rang e mehfil hai raat bhar ke liye sochna kya abhi sehar ke liye tera jalwaa ho teri surat ho aur kya chaahiye nazar ke liye aur kya chaahiye nazar ke liye aaj surat teri beparda nazar aayegi aaaaaaaaaaaaaaaaa mohabbat mein jo mitt jaata hai wo kuchh keh nahin sakta aaaaa ye wo kuchaa hai jiss mein dil salamat reh nahin sakta kiss ki duniyaa yahaan tabaah nahin kaun hai jiske lab pe aah nahin kiss ki duniyaa yahaan tabaah nahin kaun hai jiske lab pe aah nahin husn par dil zaroor aayega iss se bachne ki koi raah nahin iss se bachne ki koi raah
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bhanwra Bada Nadaan Re Sahib Bibi Aur Ghulam (1962) 04:42 20219
 
Poster of Sahib Bibi Aur Ghulam (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 04:42   Song Number : 20219   

Koi Door Se Aawaaz De Sahib Bibi Aur Ghulam (1962) 03:44 15735
 
Poster of Sahib Bibi Aur Ghulam (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemanta Mukherjee
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:44   Song Number : 15735   

Meri Baat Rahi Meri Sahib Bibi Aur Ghulam (1962) 04:20 14116
 
Poster of Sahib Bibi Aur Ghulam (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Asha Bhosle
Raag- 
Bagasri
Duration : 04:20   Song Number : 14116   

Meri Jaan O Meri Jaan Sahib Bibi Aur Ghulam (1962) 03:44 14117
 
Poster of Sahib Bibi Aur Ghulam (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Guru Dutt
Duration : 03:44   Song Number : 14117   

Na Jao Saiyan Sahib Bibi Aur Ghulam (1962) 04:15 21005
 
Poster of Sahib Bibi Aur Ghulam (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Meena Kumari
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:15   Song Number : 21005   

Piya Aiso Jiya Mein Sahib Bibi Aur Ghulam (1962) 03:59 12233
 
Poster of Sahib Bibi Aur Ghulam (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:59   Song Number : 12233   

Saaqiyaa Aaj Mujhe Need Sahib Bibi Aur Ghulam (1962) 05:55 12466
 
Poster of Sahib Bibi Aur Ghulam (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Asha, Sathi
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:55   Song Number : 12466